SEARCH RESULTS
Showing search results for "naachne"
Ghazal MATCHES FOR "naachne"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
'farhat' ehsaas ab aisaa bhii ik aahang ki log
sun ke ash'aar tire naachne gaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
jism par saabun thaa paanii Gusl-KHaane se gayaa
aap kii mistake Thahrii mai.n nahaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
naqaab ruKH se na sarkii thii kal talak jin kii
sabhaa me.n aaj vo aa.e hai.n naachne-gaane
Bismil Azimabadi
Ghazal
vo raasto.n ko sajaate rahe unho.n ne kabhii
gharo.n me.n naachne vaalii balaa se kuchh na kahaa
Rais Farogh
Ghazal
saf-e-maatam pe jo ham naachne gaane lag jaa.e.n
gardish-e-vaqt! tire hosh Thikaane lag jaa.e.n
Fartash Syed
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
lamho.n kii u.ngliyo.n pe sabhii naachne lage
ye jashn-e-zindagii kii banaavaT hai dosto
Zeeshaan sajid
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
mai.n huu.n aatish-daan se chipkaa hu.aa
barf-o-baaraa.n naachne vaalaa hai kaun
Pritpal Singh Betab
Ghazal
vaqt jiddat ke ta.aaqub me.n kahaa.n le aaya
diin sikhlaa.enge ab naachne gaane vaale
Shabbir Shahid
Ghazal
duur kariye aastiino.n se unhe.n varna zaruur
ek din ye saa.np sar pe naachne lag jaa.e.nge
Piyush Awasthi
Ghazal
bhuule se aayaa megh kabhii dhuup ke nagar
man-mor naachne se vo pahle hii chhaT gayaa
Deepak Qamar
Ghazal
ro hii detaa huu.n jo yaad aataa hai landan mujh ko
kyaa hu.e ab vo hasii.n naachne gaane vaale