SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-e-muqaddas"
Ghazal MATCHES FOR "naam-e-muqaddas"
Ghazal
nazar na pher 'muqaddas' gadaa samajh ke hame.n
hamaare naam ke charche to shaah karte hai.n
Muqaddas Malik
Ghazal
'fazaa' tum uljhe rahe fikr o falsafe me.n yahaa.n
ba-naam-e-ishq vahaa.n qur.a-e-hunar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sar kaTaa kar sifat-e-sham.a jo mar jaate hai.n
naam raushan vahii aafaaq me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
vo sar-phire jo nigah-daari-e-junuu.n me.n rahe
'suruur' un me.n hamaaraa bhii naam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
badle bahaar-e-laala-o-gul ne hazaar ra.ng
lekin jamaal-e-dost kaa aalam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ai shaiKH tuul-e-riish-e-muqaddas ghaTaa.iye
had se ziyaada jo hai usii par azaab hai