SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabz-e-KHas"
Ghazal MATCHES FOR "nabz-e-KHas"
Ghazal
ijz se apne ye jaanaa ki vo bad-KHuu hogaa
nabz-e-KHas se tapish-e-shola-e-sozaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
ye jalaa de na kahii.n mere hii ghar aa.ngan ko
mujh ko apne KHas-o-KHaashaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
tar sharm ke pasiine se aise hu.e hai.n raat
malbuus-e-KHaas dhuup me.n sukhlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
juu.n panj-shaaKHa tuu na jalaa u.ngliyaa.n tabiib
rakh rakh ke nabz-e-aashiq-e-tafta-jigar pe haath
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
isii tashKHiis par itraa rahaa thaa ek muddat se
masiihaa dekh nabz-e-bahr-o-bar kuchh aur kahtii hai
Yaqoob Usmani
Ghazal
KHuun-e-husain hai phir darkaar 'asr-e-nau ko
raftaar-e-nabz-e-'aalam phir sust ho ga.ii hai
Saifi Amrohwi
Ghazal
janaab-e-shaiKH kii mahfil se uTh chalo ki 'suhail'
yahaa.n to nabz-e-do-aalam rukii sii lagtii hai
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
nabz-e-ayyaam tire khoj me.n chalnaa chaahe
vaqt KHud shiisha-e-saa.at se nikalnaa chaahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
nabz-e-chaman pe baad me.n rakkhe.nge u.ngliyaa.n
pahle tiraa mizaaj to ai baaGbaa.n mile
Khwaja Shauq
Ghazal
pa.Dh kar har ek shaKHs ko apnaa saa jo lage
mafhuum-e-‘aam-o-KHaas uThaa kar Gazal kaho