SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabz-e-KHas"
Nazm MATCHES FOR "nabz-e-KHas"
Nazm
ai dil-e-afsurda
daaman-e-kohsaar se ThanDii havaa aane lagii
nabz-e-KHas me.n zindagii kaa KHuun dau.Daane lagii
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
ajab hai khel carrom ka
lo us kii shart bhii sun lo ki
kaniiz-e-KHaas ko le kar hii raanii aap kii hogii
Ibn-e-Mufti
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
TuuTte dekh ke deriina ta.attul kaa fusuu.n
nabz-e-ummiid-e-vatan ubhrii magar Duub ga.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Nazm
naqqad
zulmat-e-ib.haam me.n parchhaa.ii.n tafsiilaat kii
pech o KHam khaate baguule me.n chamak zarraat kii
Josh Malihabadi
Nazm
hujum
vo hujuum-e-KHalvatiyaan-e-KHaas mere aqab me.n hai
mai.n samaa.ato.n kaa shikaar thaa
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
yaad
merii jaanib dhiire dhiire ba.Dh rahii hai
aur mai.n apne bistar-e-KHaashaak-o-KHas par
Aziz Tamannai
Nazm
amn ka paighambar
ho na jaa.e raakh jal kar ye dayaar-e-KHaar-o-KHas
Daal de bijlii se le kar us ke siine me.n nafas
Maikash Hyderabadi
Nazm
ek subh
chaTak rahaa thaa ba-andaaz-e-KHaas har Guncha
mahak rahii thii magar chaa.ndnii bharii duniyaa
Sahar Rampuri
Nazm
jashn-e-azadi
siikhnaa hai lekin ab mai-KHaana-e-ta.amiir me.n
jumbish-e-nabz-e-tamannaa o KHiraam-e-daur-e-jaam
Arsh Malsiyani
Nazm
aaKHir-e-shab
ki sho'la-zan hai rag-e-KHaar-o-KHas me.n zauq-e-numuu
na ab vo gardish-e-aflaak hai na dard-e-hayaat