SEARCH RESULTS
Showing search results for "naeem akhtar"
Ghazal MATCHES FOR "naeem akhtar"
Ghazal
Naeem Akhtar
Ghazal
vo jitnii KHud-numaa.ii kar rahaa hai
KHud apnii jag-ha.nsaa.ii kar rahaa hai
Naeem Akhtar Khadimi
Ghazal
sach to ye hai ki use dhuup ne garmaayaa thaa
haa.n vo paudaa jo tirii chhaa.nv me.n kumhlaayaa thaa
Naeem Akhtar
Ghazal
sabaa-o-gul ko mah-o-najm ko divaana kiyaa
mirii sarisht ne har rang ko nishaana kiyaa
Naeem Akhtar
Ghazal
naam kaa aks bhii aa.iina-e-kirdaar me.n rakh
naam 'aKHlaaq' sahii naam me.n kyaa rakkhaa hai
Akhlaque Bandvi
Ghazal
na.e shu.uur ke charche hai.n chaar suu 'aKHtar'
mujhe yaqii.n hai ye kohna samaaj badlegaa
Akhtar Ziai
Ghazal
'aKHtar' havas-garaan-e-aqiidat ke faiz se
sab kuchh ravaa ba-naam-e-KHudaa kar diyaa gayaa
Akhtar Ziai
Ghazal
'aKHtar' mazaaq-e-dard kaa maaraa hu.aa huu.n mai.n
khaate hai.n ahl-e-dard mire naam kii qasam
Akhtar Ansari
Ghazal
gungunaa le.nge Gazal aaj 'vahiid'-aKHtar kii
naam lenaa hii jo dar-parda tumhaaraa Thahraa
Waheed Akhtar
Ghazal
Ehtisham Akhtar
Ghazal
zikr KHud chhe.D ke royaa kiyaa pahro.n 'aKHtar'
naam aate hii tiraa ashk ravaa.n hotaa hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
'aKHtar' na jaane kis liye hai.n mujh pe taa’na-zan
kuchh log un ke saath miraa naam dekh kar
Akhtar Aanaulavi
Ghazal
qismat ke naam ko sab jaane nahii.n hai.n 'aKHtar'
qismat me.n kyaa likhaa hai allaah jaantaa hai
Akhtar Azad
Ghazal
mujhe KHabar hai kahaa.n huu.n mai.n kaun huu.n 'aKHtar'
ki mere naam se suurat girii hu.ii merii
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
na.ii duniyaa na.e manzar na.e afkaar mile
sab shajar naql-e-makaanii ke samar-baar mile
Ashfaq Husain
Ghazal
na.ii duniyaa na.e manzar na.e afkaar mile
sab shajar naql-e-makaanii ke samar-baar mile
Ashfaq Husain
Ghazal
har ishaaraa na.e afkaar kaa aa.iina hai
har suKHan uqda-e-pechaa.n hai KHudaa KHair kare