SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafsaa-nafsii"
Ghazal MATCHES FOR "nafsaa-nafsii"
Ghazal
jis bastii me.n nafsaa-nafsii kaa qaanuun chale
us bastii me.n kaun kisii kii parvaa kartaa hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
nafas nafas me.n tiraa ehtiraam le ke chale
jahaa.n jahaa.n bhii chale teraa naam le ke chale
Qamar usmani
Ghazal
nafas nafas pe nayaa soz-e-aagahii rakhnaa
kisii kaa dard bhii ho aa.nkh me.n namii rakhnaa
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
KHazaana lutf kaa jaise nafas nafas me.n thaa
ajab suruur kaa aalam merii havas me.n thaa
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
nafas nafas ko havaa kii rikaab me.n rakhnaa
vajuud apnaa kaf-e-aaftaab me.n rakhnaa
Mubarak Ansari
Ghazal
nafas nafas me.n ravaa.n iztiraab kaa mausam
kahaa.n se laataa mai.n taaza gulaab kaa mausam
Javed Akhtar Azad
Ghazal
nafas nafas hai tire Gam se chuur chuur ab tak
na shaam hai na saveraa qariib duur ab tak
Shaz Tamkanat
Ghazal
nafas nafas me.n nihaa.n iztiraab hotaa hai
balaa kii chiiz ye daur-e-shabaab hotaa hai
D. Raj Kanwal
Ghazal
ye qadam qadam bahaare.n ye nafas nafas KHumaarii
ye mohabbato.n ke KHeme ye rah-e-vafaa-shi’aarii
Akmal Nazeer
Ghazal
nafas nafas hai bha.nvar cha.Dhtii shab kaa manzar hai
hisaar-e-jism me.n ik chiiKHtaa samundar hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
shab-e-visaal kaa manzar nafas nafas me.n rakhaa
kuchh is tarah se KHud apne ko us ke bas me.n rakhaa
Satyanishtha
Ghazal
nafas nafas kii milii hai mujhe sazaa kaisii
ye ret ret bikhartii hu.ii anaa kaisii