SEARCH RESULTS
Showing search results for "naha.ng"
Ghazal MATCHES FOR "naha.ng"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
is naha.ng-e-tishna se zor-aazmaa ho kar 'jamiil'
bhuul mat jaanaa ki aage bhii vahii girdaab hai
Qamar Jameel
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
aatish kaa sher pa.Dhtaa huu.n aksar ba-hasb-e-haal
dil said hai vo bahr-e-suKHan ke naha.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
furqat kii raat ro ro ke dariyaa bahaa diye
takiye bane naha.ng hamaare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
na to.D merii KHamoshii ki tujh ko zaKHm mile.n
jo pur-sukuun hai.n dariyaa vo hai.n naha.ng bhare
Noman Anwar
Ghazal
ku.n.e.n jo paanii kii bin pyaas chaah rakhte hai.n
magar naha.ng bhii dariyaa kii thaah rakhte hai.n
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
kaun lakiiro.n ko tasviiro.n me.n Dhaale
kis kaa lahuu ye KHaake ye naira.ng bhare
Khalid Ahmad
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
kar naam-o-na.ng tark dilaa raah-e-ishq me.n
aashiq vahii hai jis ko ki hai is se aar-o-na.ng
Shah Aasim
Ghazal
darpai naha.ng-e-marg hai darpesh chaah-e-gor
mastii na kar havaas me.n aa mat machal ke chal
Bayan Meeruthi
Ghazal
bahut Guruur thaa pairaak hone kaa jin ko
unhe.n 'zamiir' shikaar-e-naha.ng honaa pa.Daa