SEARCH RESULTS
Showing search results for "naha.ng"
Nazm MATCHES FOR "naha.ng"
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
tamaam kunde jo sat.h-e-dariyaa pe tairte hai.n,
naha.ng ban.naa ye un kii taqdiir me.n nahii.n hai
Noon Meem Rashid
Nazm
surud
naaKHudaa duur havaa tez, qarii.n kaam-e-naha.ng
vaqt hai phe.nk de lahro.n me.n safiina apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHudi ki zindagi
nahang-e-zinda hai apne muhiit me.n aazaad
nahang-e-murda ko mauj-e-saraab bhii zanjiir
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
muflisi
kahte hai.n jis ko sharm-o-hayaa na.ng-o-naam aah
vo sab hayaa-o-sharm u.Daatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
tum hii nahii.n ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
bhuuk na.ng sab den inhii kii hai logo
bhuul ke bhii mat in se arz-e-haal karo
Habib Jalib
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
Daalii me.n naara.ngii dekhii
mahfil me.n saara.ngii dekhii
Akbar Allahabadi
Nazm
zindagi
sub.h utrii jo samundar me.n nahaane ke liye
raat kii laash milii paanii me.n
Kaifi Azmi
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra ki hamesha se hai KHud se mahjuur
kabhii naira.ng-e-sadaa ban ke jhalak uThtaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
nazr-e-collage
ham ek KHaar the jo chaman se nikal ga.e
na.ng-e-vatan the hadd-e-vatan se nikal ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir