SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahiif"
Ghazal MATCHES FOR "nahiif"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
aisaa hu.aa huu.n hijr me.n us ke nahiif-o-zaar
dekhe agar mujhe vahii.n sharmaa.e lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
nahiif-o-zaar hai.n kyaa zor baaGbaa.n se chale
jahaa.n biThaa diyaa bas rah ga.e shajar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jadiid ahd me.n ulTaa hai irtiqaa kaa safar
ajab nahii.n hai phir insaan jaanvar ban jaa.e
Akhtar Usman
Ghazal
nikaaltaa hai hame.n phir vo apne kuuche se
abhii to nikle nahii.n hai.n par ab nikalte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaa kisii dard me.n Duubii hu.ii aavaaz-e-nahiif
yaa ko.ii chiiKH sunii ho to Gazal hotii hai
Riyasat Ali Taj
Ghazal
mere hii dam se mehr-o-vafaa kaa nishaa.n hai ab
tujh saa agar nahii.n hai to mujh saa kahaa.n hai ab
Dagh Dehlvi
Ghazal
bahut nahiif hai tarz-e-fuGaa.n badal Daalo
nizaam-e-dahr ko naGma-giraa.n badal Daalo
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
bahut sii baate.n nahii.n hotii hai.n bataane kii
ba-taur-e-KHaas mohabbat chhupaayaa karte hai.n