SEARCH RESULTS
Showing search results for "namuuna"
Ghazal MATCHES FOR "namuuna"
Ghazal
naakaamii-e-vafaa kaa namuuna hai zindagii
kuuche me.n tere jo ko.ii aayaa KHajil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaa
guhar baari-e-tabaa-e-hasrat nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ugte the dast-e-bulbul-o-daamaan gul baham
sahn-e-chaman namuuna-e-yaum-ul-hisaab thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik namuuna hai kisii kii san.at-e-timsaal kaa
ye jo khi.Dkii hai sadaa kii ye jo ghar miTTii kaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
roza hamaarii faaqa-kashii kaa namuuna hai
apnii farotanii kaa hii ik partavaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mahshar Inayati
Ghazal
aalam-e-gor-e-Gariibaa.n kaa ye Gamnaak sukuut
ik namuuna hai mire dil kii shakebaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ai 'barq' sair karte hai.n ham to jahaan kii
har kuucha-e-sanam hai namuuna bahisht kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
fareb-e-kul hai zamii.n aur namuuna-e-azdaad
ki ibtidaa hii gunaah-o-savaab se hu.ii thii
Ali Muzammil
Ghazal
dil bhii bas ek namuuna hai ki duniyaa pe miTaa
nazr zebaa thii kise aur guzaarii kise hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Hijr Moumin
Ghazal
tujh zulf ke KHayaal sii.n kyuu.nkar nikal sakuu.n
har pech-o-KHam namuuna-e-tauq-e-guluu hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
duniyaa bhii to ban saktii hai jannat kaa namuuna
ham apnii anaa apne hii pindaar se nikle.n
Shayan Quraishi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sab namuuna hai haqiiqat kaa jahaa.n tak hai majaaz
naas jo karte hai.n gulzaaro.n kii diivaaro.n ko
Raza Azimabadi
Ghazal
adam kaa zinda namuuna huu.n mai.n yahaa.n 'naatiq'
vajuud maa.ng ke laayaa hai musta.aar mujhe
Natiq Gulavthi
Ghazal
bazm-e-duniyaa bhii mire dil kaa namuuna hai ko.ii
mahfil-aaraa hai yahaa.n maah-laqaa ek se ek
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
badle to ik namuuna-e-e'raaz-o-ehtiraaz
yuu.n us nigah kii raah me.n haa.il bhii kuchh nahii.n