SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsha-haa-e-qaamat-e-dildaar"
Ghazal MATCHES FOR "naqsha-haa-e-qaamat-e-dildaar"
Ghazal
dil hu.aa sarv-e-gulistaa.n ke nazaare se nihaal
shajar-e-qaamat-e-dildaar mujhe yaad aayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
ai qaamat-e-dil-daar-e-guzisthaa kii mu.aafii
pahle ko.ii me.aar nahii.n thaa mire aage
Abbas Tabish
Ghazal
ahl-e-jafaa se kahnaa taraashe.n saliib-o-daar
shaayaan-e-sarv-qaamat-e-dil-daar ab ko.ii
Shahid Ishqi
Ghazal
taariif kyaa ho qaamat-e-dildaar kii 'shakeb'
tajsiim kar diyaa hai kisii ne alaap ko
Shakeb Jalali
Ghazal
kiyaa iimaan taaza qaamat-e-dildaar ne aisaa
'safiir' ab ham bhii inkaar-e-qayaamat kar nahii.n sakte
Mohammad Abbas Safiir
Ghazal
loT thaa dil qaamat-e-dildaar par muddat hu.ii
naKHl-e-tuubaa par thaa apnaa aashiyaana yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
vo jo uTThe to qayaamat ne uThaayaa sar ko
vo bhii muhtaaj magar qaamat-e-dildaar kii thii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
dil detaa huu.n mai.n qaamat-e-dil-daar ko apnaa
laTkaataa huu.n mai.n naKHl-e-mohabbat me.n qafas ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
mai.n naqsh-haa-e-KHuun-e-vafaa chho.D jaa.uu.ngaa
ya.anii ki raaz-e-ra.ng-e-hinaa chho.D jaa.uu.ngaa
Aleem Usmani
Ghazal
nazaara-haa-e-dilkash se guzar jaataa thaa begaana
magar ai qaamat-e-zebaa tire diidaar se pahle
Iftikhar Shahid Abu Saad
Ghazal
us ne haal-e-dil-e-naashaad na dekhaa na sunaa
aisaa zaalim sitam-iijaad na dekhaa na sunaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
har naqsh hai vajuud-e-fanaa mere saamne
hairaan huu.n ye rang hai kyaa mere saamne
Nazeer Qaisar
Ghazal
lauh-e-jahaa.n pe naqsh hai gulzaar-e-qahqaha
hai saarii kaa.enaat taraf-daar-e-qahqaha
Tauheed Zeb
Ghazal
kuchh aur hii nasha hai shab-e-niim-maah me.n
kyaa rang khil rahe hai.n kisii kii nigaah me.n
Osaama ameer
Ghazal
tasviir ke KHutuut vo shahkaar bolte
sab naqsh-haa-e-san.at-e-me.amaar bolte hai.n
Abdul Ghaffar Azm
Ghazal
kis ke naqsh-haa-e-paa rahnumaa hu.e 'aadil'
raaste daraKHshaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n