SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashr"
Ghazal MATCHES FOR "nashr"
Ghazal
na hashr-o-nashr kaa qaa.il na kesh o millat kaa
KHudaa ke vaaste aise kii phir qasam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
barpaa hai hashr-o-nashr jo raftaar-e-yaar se
ye kaun saa chalan hai qayaamat agar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
hame.n to ek nazar nashr kar ga.ii 'anvar'
hamaare haath se dil kaa musavvada bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
agar ye hai tire daaman kii hashr-o-nashr miyaa.n
zamii.n pe KHaak hamaaraa Gubaar Thahregaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
sajdo.n ko mire nashr-o-ishaa.at kaa nahii.n shauq
kyuu.n Gair ko taKHsiis-e-ibaadaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
nashr-e-jafaa-o-jaur bhii hai ik adaa-e-KHaas
husn-e-nigaah-e-lutf se mai.n be-KHabar nahii.n
Raz Chandpuri
Ghazal
likh ke jo bhej diyaa hai vo bayaa.n nashr kare.n
ab savaalaat kii jur.at nahii.n dii jaa saktii
Nasira Zuberi
Ghazal
nashr ho jaa.egii KHud kulfat-e-dauraa.n kii hadiis
tere shaa.ir me.n agar jur.at-e-lab baaqii hai
Saba Naqvi
Ghazal
kabhii havaa ne kabhii u.Dte pattharo.n ne kiyaa
hame.n to nashr ajab sii vazaahato.n ne kiyaa
Chandra Parkash Shad
Ghazal
machii hai dhuum mire shahr se nikalne kii
kahaa.n se nashr hu.ii ye KHabar nahii.n maa'luum