SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasle.n"
Ghazal MATCHES FOR "nasle.n"
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
ye mat bhuulo aglii nasle.n raushan sho'la hotii hai.n
aag kuredoge chingaarii daaman tak to aa.egii
Gauhar Raza
Ghazal
aane vaalii nasle.n KHud hal talaash kar le.ngii
aaj ke masaa.il ko KHush-gumaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
ye kis kii chaal me.n aa.ii.n na.ii nasle.n
udaasii bech dii kis ne davaa kah kar
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
nasle.n jo a.ndhere ke mahaazo.n pe la.Dii hai.n
ab din ke kaTahre me.n KHataa-vaar kha.Dii hai.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ye saadgii ye najaabat jo aib hai.n mere
sunaa thaa in pe to nasle.n guzaaraa kartii hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
Mohammad Mubashshir Mayo
Ghazal
ka.ii nasle.n apaahij kar gayaa hai
ye jhag.Daa thaa ko.ii ghar ke ba.Do.n kaa
Ahmad Ameer Pasha
Ghazal
kyo.n fikr se mahruum hai.n is daur kii nasle.n
pahlaa saa zabaano.n me.n asar kyo.n nahii.n hotaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
kuchh to Dhab ho ki ab apnii nasle.n kahe.n
ye dayaar-e-buzurgaa.n hamaaraa bhii hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
gungunaa.e.ngii jise pa.Dh ke ka.ii nasle.n tirii
ham tirii mez pe rakh kar vo Gazal jaa.e.nge
Shahnawaz Noor
Ghazal
nasle.n tabaah ho.ngii qabiilo.n kii jang me.n
jaa ba.Dh ke apne baap se talvaar chhiin le