SEARCH RESULTS
Showing search results for "nau"
Ghazal MATCHES FOR "nau"
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
nau-giraftaar-e-balaa tarz-e-vafaa kyaa jaane.n
ko.ii naa-shaad sikhaa de unhe.n naalaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
hotaa nahii.n hai us lab-e-nau-KHat pe ko.ii sabz
iisaa o KHizr kyaa sabhii yak-baar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHabar 'iqbaal' kii laa.ii hai gulistaa.n se nasiim
nau-giraftaar pha.Daktaa hai tah-e-daam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
naam bhii lenaa hai jis kaa ik jahaan-e-ra.ng-o-buu
dosto us nau-bahaar-e-naaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ai nau-bahaar-e-naaz tirii nik.hato.n kii KHair
daaman jhaTak ke nikle tire gulsitaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mire KHirman ke KHosha-chiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
hai savaa neze pe us ke qaamat-e-nau-KHez se
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar hai gul-e-dastaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii raat muntazir hai kisii aur sub.h-e-nau kii
ye sahar tujhe mubaarak jo hai zulmato.n kii maarii