SEARCH RESULTS
Showing search results for "naukhez"
Ghazal MATCHES FOR "naukhez"
Ghazal
hai savaa neze pe us ke qaamat-e-nau-KHez se
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar hai gul-e-dastaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
puraane hai.n ye sitaare falak bhii farsuuda
jahaa.n vo chaahiye mujh ko ki ho abhii nau-KHez
Allama Iqbal
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ek aalam pe hai.n tuufaani-e-kaifiyat-e-fasl
mauja-e-sabza-e-nau-KHez se taa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
ajab hu.aa ki sitaara-shanaas se mil kar
shikast-e-anjum-e-nau-KHez kaa KHayaal aayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
KHat pe aate hai.n bahut lahraa ke gesuu yaar ke
sabza-e-nau-KHez par Gash hai ye jo.Daa saa.np kaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ishq kii saada-dilii hai har taraf chhaa.ii hu.ii
baargaah-e-husn me.n har aarzuu nau-KHez hai
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
KHol hii KHol hai nau-KHez dabistaan-e-KHayaal
shor hii shor hai taKHliiq-e-adab kuchh bhii nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
dil sii nau-KHez kalii terii mohabbat ke liye
sii.nch ke jazbo.n se pahluu me.n khilaa ke rakh lii
Sidra Sahar Imran
Ghazal
ham bhii nau-KHez shu.aa.o.n kii balaa.e.n lete
apne zindaa.n me.n agar ko.ii dariicha hotaa
Anwar Masood
Ghazal
lutf chaaho ik but-e-nau-KHez ko raazii karo
naukrii chaaho kisii a.ngrez ko raazii karo
Akbar Allahabadi
Ghazal
iid hai aur saaqii-e-nau-KHez maiKHaane me.n hai
aaj piine kaa maza pii kar bahak jaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
ham bhii havaa me.n ik gul-e-nau-KHez-e-husn ke
barso.n phire hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e