SEARCH RESULTS
Showing search results for "nauroz"
Ghazal MATCHES FOR "nauroz"
Ghazal
iid aur nauroz hai sab dil ke saath
dil nahii.n haazir to duniyaa hai ujaa.D
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Ghazal
daur-e-nau-roz se har roz suhuulat paa kar
aadmii pahle se bhii tanhaa hu.aa jaataa hai
Saleem Figar
Ghazal
maayuus to huu.n phir bhii nayaa-pan ko.ii Dhuu.nDuu.n
nau-roz na ho phir bhii na.ii raat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
mai.n bhii kuchh apne hunar kaa to dikhaa.uu.n jalva
jashn-e-nauroz bataa shahr me.n kab hai saa.ii.n
Bismil Arifi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
roz-e-nau-roz hai milte hai.n sabhii aapas me.n
ko.ii kartaa hai kisii par bhii itaab aaj ke din
Joshish Azimabadi
Ghazal
ra.ng-e-pairaa-e-chaman-josh me.n kaliyaa.n chaTke.n
khol de band-e-naqaab aaj ki nau-roz to ho
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
kurra-e-nuur kaa baashinda mujhe dekhtaa hai
sub.h-e-nauroz huu.n jo.inda mujhe dekhtaa hai
Muneer Jafri
Ghazal
kurra-e-nuur kaa baashinda mujhe dekhtaa hai
sub.h-e-nauroz huu.n jo.inda mujhe dekhtaa hai
Muneer Jafri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
muusaa kii hai qasam tujhe aur koh-e-tuur kii
nuur-o-faroG-e-jalva-e-lam.aan kii qasam