SEARCH RESULTS
Showing search results for "naved"
Ghazal MATCHES FOR "naved"
Ghazal
sar-gashtagii me.n aalam-e-hastii se yaas hai
taskii.n ko de naved ki marne kii aas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo jii gayaa jo 'ishq me.n jii se guzar gayaa
'iisaa ko ho naved ki biimaar mar gayaa
Fani Badayuni
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dasht-e-vafaa me.n yuu.n na bhaTak dar-ba-dar 'naved'
sar ban gayaa hai bojh to patthar talaash kar
Aliuddeen Naved
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zof-e-quvaa ne aamad-e-piirii kii dii naved
vo dil nahii.n rahaa vo tabii.at nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
ko.ii na harf-e-naved-o-KHabar kahaa us ne
vahii fasaana-e-aashufta-tar kahaa us ne
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
Naved Jafri
Ghazal
Iqbal Naved
Ghazal
aaj jazbaat hai.n pyaase sar-e-qirtaas 'naved'
kar rahaa hai mujhe har lafz ishaara paanii
nawed malik
Ghazal
paiGaam-e-zindagii hai KHushii kii naved hai
mere liye to aap kaa diidaar 'iid hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
nawed malik
Ghazal
nikle ho kis bahaar se tum zard-posh ho
jis kii naved pahu.nchii hai ra.ng-e-basant ko
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Iqbal Naved
Ghazal
bujhe to kaise bujhe pyaas jism-o-jaa.n kii 'naved'
ki chand ghuu.nT hii paimaana-e-havas me.n rahe