SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigaah-e-husn-e-shu.uur"
Ghazal MATCHES FOR "nigaah-e-husn-e-shu.uur"
Ghazal
nigaah-e-husn-e-mujassam adaa ko chhuute hii
ga.nvaa.e hosh bhii us dilrubaa ko chhuute hii
Zafar Moradabadi
Ghazal
taur big.De hai.n nigaah-e-husn-e-aalamgiir ke
kyuu.nki ab jauhar khule hai.n aah kii taasiir ke
Jauhar Zahiri
Ghazal
nigaah-e-husn-e-talab ehtiraam kis kaa thaa
kiyaa jo nazro.n se tuu ne salaam kis kaa thaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
nigaah-e-husn kii taasiir ban gayaa shaayad
KHayaal-e-zehn me.n zanjiir ban gayaa shaayad
Fitrat Ansari
Ghazal
nigaah-e-husn ne jaaduu jagaa.e hai.n kyaa kyaa
fareb ahl-e-mohabbat ne khaa.e hai.n kyaa kyaa
Ahmad Merathi
Ghazal
nigaah-e-husn jab goyaa ho to tasviir bantii hai
digar KHuubii to bas tasviir kii tafsiir hotii hai
Professor Mahmood Alam
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
shafaq shafaq mujhe dekhe nigaah-e-husn-e-shu.uur
naqiib-e-mehr banuu.n naGma-e-sahar me.n rahuu.n
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
KHud-nigar the aur mahv-e-diid-e-husn-e-yaar the
ham ki apne ruu-ba-ruu shiisha kii ik diivaar the
Razi Mujtaba
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa
Jaani Lakhnavi
Ghazal
naqaab-e-husn-e-do-aalam uThaa.ii jaatii hai
mujhii ko merii tajallii dikhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
baaG tak kyaa kaarvaan-e-husn-e-be-parvaa gayaa
buu pareshaa.n hai ruKH-e-gul ko pasiina aa gayaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai husn-e-laala-faam! zaraa aa.nkh to milaa
KHaalii pa.De hai.n jaam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
ai husn-e-KHush-sifaat mire saath saath chal
karnii hai tujh se baat mire saath saath chal
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
ai husn-e-laala-faam Gazal likh rahaa huu.n mai.n
tujh ko miraa salaam Gazal likh rahaa huu.n mai.n
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
aisii aa.nkhe.n tuu ne dii.n ai husn-e-jaanaana mujhe
zarra zarra ab nazar aataa hai but-KHaana mujhe