SEARCH RESULTS
Showing search results for "nizaam-e-gulshan-e-hastii"
Ghazal MATCHES FOR "nizaam-e-gulshan-e-hastii"
Ghazal
nizaam-e-gulshan-e-hastii badal ke dam le.nge
huduud-e-ranj-o-alam se nikal ke dam le.nge
Qaisar Nizami
Ghazal
apne lahuu se rakkhii hai buniyaad-e-zindagii
ham se nizaam-e-gulshan-e-hastii me.n jaan hai
Syed Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
Nihal Lakhnavi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Nawab Dehlwi
Ghazal
bahaar-e-gulshan-e-ayyaam huu.n mai.n
sahar nuur o savaad-e-shaam huu.n mai.n
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
qiyaam-e-gulshan-e-'aalam rahaa hai kitnii der
hayaat-o-maut me.n vaqfa bhalaa hai kitnii der
Syed Kamran Zubair Kami
Ghazal
rang-e-tazaad-e-gulshan-e-hastii na puuchhiye
kaa.nTaa hai phuul phuul hai kaa.nTaa liye hu.e
Mubashshir Qureshi
Ghazal
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
nahii.n ye baat ki parvaaz kaa iraada nahii.n
fazaa-e-gulshan-e-hastii magar kushaada nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
ai baaGbaan-e-gulshan-e-hastii bataa mujhe
apnii bahaar huu.n ki chaman kii bahaar huu.n
Bekhud Mohani
Ghazal
raunaq-e-gulshan-e-hastii kaa 'ajab 'aalam hai
phuul kahlaate hai.n vo jin me.n sabaahat bhii nahii.n
Sabir Naseerabadi
Ghazal
fazaa-e-gulshan-e-hastii pe chhaa rahaa huu.n mai.n
tire karam kaa karishma dikhaa rahaa huu.n mai.n
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
aaj ik qabr pe 'aalim' ye likhaa dekhaa thaa
saakin-e-gulshan-e-hastii na mujhe yaad kare.n
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
mirii jabii.n pe nishaan-e-shikan na paa.oge
fazaa-e-gulshan-e-hastii me.n huu.n damiida mai.n
Shams Ramzi
Ghazal
Vafa Barahi
Ghazal
KHaaliq huu.n bahaaro.n kaa sar-e-gulshan-e-hastii
jo phuul khilaataa hai vo ik mauja-e-KHuu.n huu.n