SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuskha-e-farsa.ng"
Ghazal MATCHES FOR "nuskha-e-farsa.ng"
Ghazal
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shab-e-fasaana-o-farsa.ng us se mil aayaa
jo maavaraa-e-safed-o-siyaah mujh se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
nusKHa-e-marham-e-iksiir bataane vaale
tuu miraa zaKHm to pahle mujhe vaapas kar de
Khursheed Rizvi
Ghazal
ajzaa yahii hai.n nusKHa-e-aab-e-hayaat ke
kuchh mastii-e-nigaah milaa do sharaab me.n
Sahir Siyalkoti
Ghazal
diyaa mariiz-e-mohabbat ko nusKHa-e-tap-e-diq
tujhe ilaaj bhii ai chaaraagar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
kaam apnaa kar chukii biimaarii-e-ishq-e-butaa.n
mai.n fareb-e-nusKHa-o-taasiir-e-darmaa.n me.n rahaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
vo jis dam nusKHa-e-naaz-o-adaa aaGaaz kartaa hai
to ham kahte hai.n ik ik aan par vallaah bismillaah
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
haath aa jaa.e agar nusKHa-e-aqavaal-e-'alii'
ek ik qaul-e-mah-o-saal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
'shauq' chhuu luu.n to miTTii bhii sonaa bane
'ishq vo nusKHa-e-kiimiyaa de gayaa
Abdullateef Shauq
Ghazal
mujhe bataayaa hai 'sayyad' ne nusKHa-e-aasaa.n
jo ta.ng ho to zamii.n aasmaa.n badal Daalo
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
har zabaa.n par mirii rusvaa.ii kaa afsaana hai
nusKHa-e-shauq pareshaa.n na hu.aa thaa so hu.aa