SEARCH RESULTS
Showing search results for "pagdandii"
Ghazal MATCHES FOR "pagdandii"
Ghazal
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii par
ulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
ek pagDanDii chalii jangal me.n bas ye soch kar
dasht ke us paar shaayad ek ghar meraa bhii hai
Swapnil Tiwari
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
pakkaa rasta kachchii sa.Dak aur phir pagDanDii
jaise ko.ii chalte chalte thak jaataa hai
Saud Usmani
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
ham bhii ishq kii pagDanDii se guzre hai.n
vaaqif hai.n pech-o-KHam kii sar-dardii se
Manish Shukla
Ghazal
mai.n to ik siidhii pagDanDii par niklaa thaa
pagDanDii mujh ko chauraahe par le aa.ii
Muzaffar Warsi
Ghazal
jism ke hii raaj-path par Dhuu.nDtaa thaa mai.n jise
dil kii pagDanDii pe ab vo sukh nazar aane lagaa
Neeraj Goswami
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
Anwar Habeeb
Ghazal
insaa.n KHud hai KHaaliq apnii zaruurat kaa
chalte chalte pagDanDii paidaa kar de
Ramz Azimabadi
Ghazal
naahaq aap nikal aa.e dil kii pagDanDii par
KHaaro.n me.n ab apnaa daaman uljhaa baiThe hai.n