SEARCH RESULTS
Showing search results for "pal.de"
Ghazal MATCHES FOR "pal.de"
Ghazal
rakhii hu.ii hai tirii yaad dil ke pal.De me.n
ab is taraazuu me.n ik ishq aur tolnaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
bha.nvar se naav ke pal.De bachaane pa.Dte hai.n
mujhe ye log kinaare lagaane pa.Dte hai.n
Ataul Hasan
Ghazal
Intizar Ghazipuri
Ghazal
aa jaa.e tavaazun me.n ye maahaul kii miizaan
insaaf ke pal.De me.n magar baar nahii.n hai
Anjum Khaleeq
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
nigaah-e-aas se dekhe hai sab taraf sar-e-hashr
kisii ke pal.De me.n 'gulfaam' nekiyaa.n kam hai.n
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
Iqbal Aslam
Ghazal
kisii jaanib bhii na pal.De bharaa shaahiin giraa
jis taraazuu pe bhii tolaa vo baraabar niklaa
Iqtidar Javed
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii