SEARCH RESULTS
Showing search results for "papiihe"
Ghazal MATCHES FOR "papiihe"
Ghazal
phir KHayaalo.n me.n vo biite hu.e saavan aa.e
lekin ab tujh ko papiihe kii sadaa yaad nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
aisii koyal na papiihe kii hai pyaarii aavaaz
kyaa bhalii lagtii hai kaano.n ko tumhaarii aavaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Ghaus Siwani
Ghazal
tum ne tamaam baaG ko viiraan kar diyaa
ii.ndhan ke taajiro ye papiihe kahaa.n rahe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil ulaT jaa.egaa saavan me.n qayaamat hogii
phir sune.nge na papiihe kii sadaa mere baad
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
ko.ii sadaa hai ki pii hai kisii papiihe kii
gumaan ye kisii aavaaz ke liye kam hai
Shaukat Mehdi
Ghazal
is dil ke ta.Dapne kaa bhii 'aalam ko.ii dekhe
jis dil me.n papiihe kii sadaa jaag uThii hai
Abid Akhtar
Ghazal
hai.n ye anfaas yaa hai papiihe kii raT
phe.nk aa.uu.n samaa.at ko jaa kar kahaa.n
Hamdoon Usmani
Ghazal
qudrat ke shaahkaar papiihe tirii sadaa
ik huuk sii jigar me.n uThaatii chalii ga.ii
Raushan Banarasi
Ghazal
Swati Sani Resham
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa