SEARCH RESULTS
Showing search results for "papiihe"
Nazm MATCHES FOR "papiihe"
Nazm
o des se aane wale bata
ab bhii vo papiihe bolte hai.n
shaaKHo.n ke hariirii pardo.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
barsat ki bahaaren
maare hai.n mauj Daabar dariyaa dau.nD rahe hai.n
mor-o-papiihe koyal kyaa kyaa ruma.nD rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tauba-nama
duur se zaalim papiihe kii sadaa aatii hu.ii
pai-ba-pai kam-baKHt pii-pii kah kar uksaatii hu.ii
Hafeez Jalandhari
Nazm
barsat ki rut aai
mausam kii javaanii phir jaaduu saa jagaatii hai
aavaaz papiihe kii phir hosh u.Daatii hai
Jafar Malihabadi
Nazm
na-guzir
ye koyale.n ye papiihe tarah tarah ke ye phuul
ghane ghane se daraKHto.n ke miiThe miiThe phal
Hosh Jaunpuri
Nazm
naghma-e-watan
pyaarii fasle.n tirii pyaare mausam tire
ko.elo.n kii sadaa.e.n papiihe kii lai
Abrar Kiratpuri
Nazm
barsat
ja.ngal hare bhare hai.n gul bhii mahak rahe hai.n
hai.n mast sab papiihe pii kii sharaab pii ke