SEARCH RESULTS
Showing search results for "parakhne"
Ghazal MATCHES FOR "parakhne"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jugnuu ko din ke vaqt parakhne kii zid kare.n
bachche hamaare ahd ke chaalaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
bhii.D vaqt letii hai rahnumaa parakhne me.n
kaarvaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
kyaa bhalaa mujh ko parakhne kaa natiija niklaa
zaKHm-e-dil aap kii nazro.n se bhii gahraa niklaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ye raagnii tire dil me.n hai mere tan me.n nahii.n
parakhne vaale mujhe terii saadgii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n huu.n lamho.n ko kasauTii pe parakhne vaalaa
vaqt ho sone kaa paanii to mujhe KHat likhnaa
Mutrib Nizami
Ghazal
mai.n ek khoTaa huu.n sikka parakhne vaalo gar
mujhe baazaar me.n laa kar chalaa diyaa kis ne
Aqib Jawed
Ghazal
parakhne vaale mujhe dekh is tarah bhii zaraa
agar hai khoT to kaise chamak rahaa huu.n mai.n
Kausar Niyazi
Ghazal
is daur me.n miltaa nahii.n shiisha-gar-e-pur-fan
phir sher parakhne kii KHataa kaun karegaa
Mohammad Javed Ishaati
Ghazal
chaa.nd suuraj ko sitaaro.n ko parakhne vaalo
tum ko ma.aluum bhii hai chashm-e-basiirat kyaa hai
Hari Mehta
Ghazal
ham hai.n ausaaf pe me.aar parakhne vaale
is liye kavve ko surKHaab nahii.n kah sakte
Haseebul Hasan
Ghazal
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ham vaqt ko parakhne se pahle ye dekh le.n
ye vaqt ham ko paaTh pa.Dhaataa hai kis tarah