SEARCH RESULTS
Showing search results for "parakhne"
Nazm MATCHES FOR "parakhne"
Nazm
madam
nek maadaam bahut jald vo daur aa.egaa
jab hame.n ziist ke advaar parakhne ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj phir dard uTha
aag aur dard ke me.aar parakhne ke liye
in a.ndhero.n kii fasiilo.n se guzarnaa hogaa
Chandrabhan Khayal
Nazm
asli naqli
hai be-kaar ab asliyat kii tamanna
nahii.n hai.n parakhne ke me.aar aslii
Najma Jafari
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ai mire dost! mire Gam ke parakhne vaale
bas chale meraa to laa duu.n tujhe ruuh-e-gul-e-tar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
waqai jhuTh tha kya
ki mai.n aaj ye jaantaa huu.n
kisii ko samajhne parakhne kaa ko.ii vaziifa nahii.n
Shariq Kaifi
Nazm
samay
ba.De tariiqe se mai.n sab pe vaar kartaa huu.n
mujhe parakhne kii zaruurat kyaa hai
Afroz Alam
Nazm
jamaliyat
ko.ii usuul nahii.n husn ke parakhne kaa
kahii.n KHizaa.n hai hasii.n aur kahii.n bahaaraa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
ghar se niklun to duniya khaDi hai parakhne ko
jin machhliyo.n ne
zindagii ke saare din
Zunnurain
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh ko parakhtaa hai ye mujh ko parakhtaa hai ye
silsila-e-roz-o-shab sairafi-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
andha kabaadi
yuu.n parakhte hai.n ki jaise un se ba.Dh kar
KHvaab-daa.n ko.ii na ho!
Noon Meem Rashid
Nazm
zindan ki ek subh
duur utraa kisii taale ke jigar me.n KHanjar
sar paTakne lagaa rah rah ke dariicha ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
be-zarii apnii sadaaqat ko parakhtii hii rahii
tal gayaa husn zar-o-siim kii miizaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
ai nai nasl
yahii.n jaa.nche the dharm ke vishvaas
yahii.n parkhe the diin ke auhaam