SEARCH RESULTS
Showing search results for "paristaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "paristaa.n"
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nazar-baazii tilism-e-vahshat-aabaad-e-paristaa.n hai
rahaa begaana-e-taasiir afsuu.n aashnaa.ii kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is bastii-e-KHush-aab kii pur-kaif fazaa.e.n
kab sochne detii hai.n paristaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shakl jo mujh pe paristaan ke dar kholtii hai
raunaq-e-hujra nahii.n ziinat-e-mehraab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
KHushbuu hai sharaarat hai ra.ngiin javaanii hai
yaado.n ke paristaa.n me.n shiishe kii kahaanii hai
Saifi Premi
Ghazal
qaabil-e-Gaur hai ai jalva-paristaan-e-azal
ye kahaanii hai mirii vaaqia-e-tuur nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
jo dekhte hai.n din me.n hiqaarat kii nazar se
'mehr' un ke liye shab me.n paristaan hai.n sa.Dke.n
Mehr Zarreen
Ghazal
naarii hai.n jo pariyaa.n ye sabab hai ki tumhaare
nuur-e-ruKH-e-raushan se paristaa.n me.n lagii aag
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
le liijiye miraa dil-e-sad-chaak muft hai
shaana baraa.e-zulf-e-pareshaa.n KHariidiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ik paristaan me.n Thahraayaa hai us ishq ne aur
duusre shaKHs ko multaan me.n rakkhaa hu.aa hai
Mohammad Ali Ayaz
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
kohsaar fasl-e-gul me.n paristaa.n se kam nahii.n
kyaa kyaa tilism sabza-e-aab-e-ravaa.n ke hai.n
Bishan Narayen Darabar
Ghazal
apnii ye Gazal hai ki paristaan-e-suKHan hai
parvaaz-e-mazaamii.n me.n hai andaaz parii kaa
Imdad Imam Asar
Ghazal
hashr tak ruuh paristaa.n me.n rahegii merii
u.D gayaa taa.ir-e-jaa.n ek parii-zaad ke saath