SEARCH RESULTS
Showing search results for "pastii"
Ghazal MATCHES FOR "pastii"
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Garra-e-auj-e-binaa-e-aalam-e-imkaa.n na ho
is bulandii ke nasiibo.n me.n hai pastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
ai shauq tirii pasti-e-himmat kaa buraa ho
mushkil hu.e jo kaam the aasaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
jaane mai.n kaun sii pastii me.n giraa huu.n 'shahzaad'
is qadar duur hai suuraj ki diyaa lagtaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
buland ho to khule tujh pe zor pastii kaa
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
pasti-e-hausla-e-shauq kii ab hai ye salaah
baiTh rahiye Gam-e-hijraa.n pe qanaa.at kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
'aql kii sat.h se kuchh aur ubhar jaanaa thaa
'ishq ko manzil-e-pastii se guzar jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dekho pastii se to har ek bulandii hai raaz
jaada-e-koh faqat zer-e-qadam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
maz.hab kii KHaraabii hai na aKHlaaq kii pastii
duniyaa ke masaa.ib kaa sabab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ahl-e-daanish hu.e arbaab-e-siyaasat ke muriid
aisii pastii pe mire dil me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
had hai pastii kii ki pastii ko bulandii jaanaa
ab bhii ehsaas ho is kaa to ubharnaa hai yahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
pastii-e-zamii.n se hai rif.at-e-falak qaa.em
merii KHasta-haalii se terii kaj-kulaahii bhii