SEARCH RESULTS
Showing search results for "pastii"
Nazm MATCHES FOR "pastii"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pastii-e-KHaak pe kab tak tirii be-baal-o-parii
phir maqaam apnaa sar-e-arsh-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
KHak-e-hind
ab tak vahii ka.Dak hai bijlii kii baadalo.n me.n
pastii sii aa ga.ii hai par dil ke hauslo.n me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
laa.o na bhuul kar bhii dil me.n KHayaal-e-pastii
KHush-haalii-e-vatan kaa be.Daa uThaa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
KHwab-e-sahar
ik na ik dar par jabiin-e-shauq ghistii hii rahii
aadamiyyat zulm kii chakkii me.n pastii hii rahii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
bhaarat ke musalman
hairat hai tuu ab hai usii duniyaa me.n savaalii
hai gosha-e-pastii me.n tirii himmat-e-aalii
Jagan Nath Azad
Nazm
chhabbis january
bhaarat kii bartarii me.n kis ko kalaam hai ab
thaa jo rahiin-e-pastii garduu.n-maqaam hai ab
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shama
ye imtiyaaz-e-rif.at-o-pastii isii se hai
gul me.n mahak sharaab me.n mastii isii se hai
Allama Iqbal
Nazm
meri shaeri
tahii-dastii o pastii o KHasta-haalii
baguulo.n se ma.amuur phuulo.n se KHaalii