SEARCH RESULTS
Showing search results for "pastii-e-zamii.n"
Ghazal MATCHES FOR "pastii-e-zamii.n"
Ghazal
pasand hai tujhe kyo.n pastii-e-zamii.n aaKHir
falak se bhii kahii.n a.alaa maqaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
pasand hai tujhe kyo.n pastii-e-zamii.n aaKHir
falak se bhii kahii.n aalii maqaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
pastii-e-zamii.n se hai rif.at-e-falak qaa.em
merii KHasta-haalii se terii kaj-kulaahii bhii
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kahii.n zamiin kahii.n aasmaan chho.D aa.e
dayaar-karb me.n apnaa makaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
zamii.n ke qadam chaa.nd se lauT aa.e
muqaddar na thii maah-paaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zamii.n se hii aa.e zamii.n hii me.n jaanaa
isii se bigaa.De banaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
isii zamiin pe naachaar lauT kar aa.e
jo aasmaan se uu.nchii u.Daan bhar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jo haq aziiz-o-aqaarib kaa daab rakhte hai.n
vahii zamii.n pe binaa-e-azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
dekhtaa rahtaa hai hasrat se zamii.n ko aasmaa.n
mamba.a-e-anvaar-e-rahmat hai Thikaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
pii baada-e-ahmar to ye kahne lagaa gul-ruu
mai.n surKH huu.n tum surKH zamii.n surKH zamaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai junuu.n kaun sii manzil hai ye batlaa to sahii
aasmaa.n bhii nazar aataa hai zamii.n par mujh ko
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ahl-e-daanish hu.e arbaab-e-siyaasat ke muriid
aisii pastii pe mire dil me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham