SEARCH RESULTS
Showing search results for "pastii-e-zamii.n"
Nazm MATCHES FOR "pastii-e-zamii.n"
Nazm
bulandi aur pasti
zaraa pastii-e-qaum-o-millat ko dekho
aur is kii zaraa zaar haalat ko dekho
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
ai farangi
yahii culture sabab-e-pastii-e-aKHlaaq hu.ii
hindiyo.n me.n isii culture se riyaa bhii aa.ii
Mela Ram Wafa
Nazm
dua
dil-e-murda ko ho vo jazba-e-betaab ataa
maraz-e-pastii-e-millat kaa jo darmaa.n kar de
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
etiraf
hai apnii pasti-e-himmat kaa e'tiraaf mujhe
KHizaa.n kii zad pe bahaaro.n ko chho.D aayaa huu.n
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
ek mashhur intiha-pasand nai nasl ke nam
abhii se pastii-o-zillat ke be-ma.anii azaabo.n ko
kaho jheloge tum kab tak
Kamal Jafari
Nazm
sarab-e-tahzib
tuu taraqqii kah rahaa hai jis ko duniyaa ke Gulaam
hai ye terii pastii-e-aKHlaaq kaa ik aur naam
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
iltija-e-musafir
du.aa ye kar ki KHudaavand-e-aasmaan-o-zamii.n
kare phir us kii ziyaarat se shaadmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
Daraa sakii.n na kaliisaa kii mujh ko talvaare.n
sikhaayaa mas.ala-e-gardish-e-zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab rasm-e-sitam hikmat-e-KHaasaan-e-zamii.n hai
taa.iid-e-sitam maslahat-e-muftii-e-dii.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
mauj-e-KHuu.n pyaasii
sadaa-ba-sahraa hai.n chiiKHe.n dariida jism-e-zamii.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
jawab-e-shikwa
mardum-e-chashm-e-zamii.n yaanii vo kaalii duniyaa
vo tumhaare shohdaa paalne vaalii duniyaa