SEARCH RESULTS
Showing search results for "pesha-e-aabaa"
Ghazal MATCHES FOR "pesha-e-aabaa"
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dil tiraa peshaa-e-gila-e-kaam KHaraab kar gayaa
varna to ek ranj kii haalat-be-gila bhii thii
Jaun Eliya
Ghazal
Akhlaq Aahan
Ghazal
KHaaliq-e-KHatm-e-rusul aal-e-ebaa kaa masjuud
apnaa masjuud magar aal-e-ebaa hai yaksar
Akhtar Saeed
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa sochnaa ki shauq kaa anjaam kyaa hu.aa
jab iKHtiyaar pesha-e-farhaad kar liyaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
siyaah daaG hai.n ye raushnii ke chehre par
muriid-e-jehl hai kyaa pesha-e-tariiqat kyaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
de na de kaam kii ujrat ye hai marzii us kii
pesha-e-ishq me.n ha.Dtaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
aal-e-‘abaa ke dar se milii raushnii mujhe
varna shab-e-siyaah me.n is kaa gumaa.n nahii.n
Dr. Jafar Askari
Ghazal
vaslat-e-kaar baham ho ki hai.n jam.a din raat
pesha-e-hijr ke be car tire kuuche me.n
Ejaz Gul
Ghazal
kab tak ai shoKH jafaa-pesha-e-gulfaam nahii.n
din nahii.n raat nahii.n sub.h nahii.n shaam nahii.n
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
is pesha-e-junuu.n me.n luTaane ko thaa hii kyaa
ik umr thii so tujh pe luTaa dii ga.ii to kyaa
Muhib Wafa
Ghazal
kyaa kar rahii hai pesha-e-mashshaatgii bahaar
aaraa.ish-e-uruus-e-chaman dekhte chalo
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
koh-e-Gam ham ne bhii o Gairat-e-shiirii.n kaaTaa
josh-e-ulfat me.n tire pesha-e-farhaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hamaaraa naam-o-nasab puuchhne se kyaa haasil
misaal-e-aaba-o-ajdaad ke sivaa kyaa hai
Rizwanur Raza Rizwan
Ghazal
Tanvir Dehlvi
Ghazal
har chashma aa.ina hai ruKH-e-aaftaab kaa
haa.n sat.h-e-aab be-KHas-o-KHaashaak chaahiye