SEARCH RESULTS
Showing search results for "phal"
Ghazal MATCHES FOR "phal"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
phal to sab mere daraKHto.n ke pake hai.n lekin
itnii kamzor hai.n shaaKHe.n ki hilaa bhii na sakuu.n
Rahat Indori
Ghazal
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaa
qur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
farmaan se pe.Do.n pe kabhii phal nahii.n lagte
talvaar se mausam ko.ii badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
phal jaa.e mohabbat to mohabbat hai mohabbat
aur raas na aa.e to musiibat hai mohabbat