SEARCH RESULTS
Showing search results for "phal"
Nazm MATCHES FOR "phal"
Nazm
abul-ala-marri
kahte hai.n kabhii gosht na khaataa thaa ma.arrii
phal-phuul pe kartaa thaa hamesha guzar-auqaat
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-islaam namuuna hai birau-mandii kaa
phal hai ye saik.Do.n sadiyo.n kii chaman-bandii kaa
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aah bad-qismat rahe aavaaz-e-haq se be-KHabar
Gaafil apne phal kii shiiriinii se hotaa hai shajar
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
lekin yahaa.n to ban ke muqaddar biga.D gayaa
phal phuul laa ke baaG-e-tamannaa uja.D gayaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ek daraKHt
us ne apne dil kii kaalii dhartii par ek daraKHt ugaayaa thaa
pahle is par ummiido.n ke phal aate the
Shahzad Ahmad
Nazm
ek nazm
suno ham daraKHto.n se phal to.Dte vaqt
un ke liye maatamii dhun bajaate nahii.n
Fazl Tabish
Nazm
munajat-e-bewa
baas hai terii phuul aur phal me.n
har dil me.n hai teraa baseraa
Altaf Hussain Hali
Nazm
daraKHt apne phal se pahchana jata hai
daraKHt apne phal se pahchaanaa jaataa hai
aur phal apne daraKHt se
Javed Nadeem
Nazm
nashat-e-umid
KHushk thaa bin tere daraKHt-e-amal
tuu ne lagaa.e hai.n ye sab phuul phal
Altaf Hussain Hali
Nazm
kakDi
ye garmii kaa mausam hai aur aaj-kal
hai.n baazaar me.n har taraf phal hii phal
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
pachhtawa
tabhii se is phal kaa ye kasiilaa zaa.iqa
aadmii ke kaam-o-dahan me.n hir-phir ke aa rahaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
bol! ari o dharti bol!
bol ki tere phal khaa.e hai.n
bol ki teraa duudh piyaa hai