SEARCH RESULTS
Showing search results for "phek"
Ghazal MATCHES FOR "phek"
Ghazal
choTii me.n dil-e-soKHta ko guu.ndh ke pyaare
mat phek qifaa par ki qifaa garm rahegii
Meer Hasan
Ghazal
phek do ghar se hayaa baazaar me.n bikte raho
baap ko ghar ke kisii kone me.n jaa.n de dii ga.ii
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sharmaa ke mu.nh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mo.D pe qismat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
denaa vo us kaa saaGar-e-mai yaad hai 'nizaam'
mu.nh pher kar udhar ko idhar ko ba.Dhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
mai.n 'daaG' huu.n martaa huu.n idhar dekhiye mujh ko
mu.nh pher ke ye aap kidhar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujh se nazar na pher ki barham hai zindagii
mujh se nazar milaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
aa.nkho.n ke pochhne se lagaa aag kaa pata
yuu.n chehra pher lene se chhuptaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Ghazal
har-chand aa.ina huu.n par itnaa huu.n naa-qubuul
mu.nh pher le vo jis ke mujhe ruu-ba-ruu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
yaa zaKHm-e-dil ko chhiil ke siine se phe.nk de
yaa e'tiraaf kar ki nishaan-e-vafaa milaa