SEARCH RESULTS
Showing search results for "piroyaa"
Ghazal MATCHES FOR "piroyaa"
Ghazal
aa.nsuu jhalak jhalak ke sataa.e.nge raat bhar
motii palak palak me.n piroyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
zindagii mai.n ne ise kaise piroyaa thaa na soch
haar TuuTaa hai to motii bhii bikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
zindagii me.n bhii Gazal hii kaa qariina rakkhaa
KHvaab-dar-KHvaab tire Gam ko piroyaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
narm dhaage ko masaltaa hai ko.ii chuTkii me.n
saKHt ho jaa.e to motii me.n piroyaa jaa.e
Shahid Kabir
Ghazal
apne rishte kaa bhii ab 'miit' bikharnaa tai thaa
ham ne vishvaas ke dhaage me.n piroyaa hii nahii.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
Devdas Bismil
Ghazal
tumhaare Gam ko piroyaa karuu.ngaa Gazlo.n me.n
mai.n apnii aa.nkh me.n dariyaa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
mai.n vo aa.nsuu ki jo maalaa me.n piroyaa jaa.e
tuu vo motii ki jise dekh ke royaa jaa.e
Saleem Shahid
Ghazal
mai.n ne jo KHauf piroyaa thaa rago.n me.n apnii
aisaa baiThaa hai ki andar se nikalne kaa nahii.n
Ehtisham Hasan
Ghazal
Asim Bakhshi
Ghazal
kabhii sher me.n saraahaa kabhii nazm me.n piroyaa
mai.n ne aatish-e-nihaa.n se tire husn ko ujaalaa
Havi Momin Abadi
Ghazal
Shahana Shirin
Ghazal
jise piroyaa thaa apne haatho.n se tere Gam ne
sadaa-e-girya me.n hichkiyo.n kii ajab la.Dii thii
Ahmad Shahryar
Ghazal
KHvaab-e-adam se Dhuu.nD ke laa.e.nge raushnii
phir zindagii me.n dhuup piroyaa kare.nge ham
Faisal Fehmi
Ghazal
phuulo.n ke jism chhedne daalo.n se aaj tak
KHushbuu ko barchhiyo.n me.n piroyaa na jaa sakaa
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
ek jugnuu bhii to sajtaa nahii.n palko.n pe 'sharar'
ek motii bhii piroyaa nahii.n jaataa mujh se