SEARCH RESULTS
Showing search results for "pista"
Ghazal MATCHES FOR "pista"
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
afsos kii suurat na banaa.o na rulaa.o
dil pista hai ho.nTo.n kaa chabaanaa nahii.n achchhaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
lab us ke pista zaqan seb aa.nkhe.n hai.n baadaam
khule jo daa.nt ha.nsii me.n nazar anaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
isii ke baaG se dil shaad ho ke khaate hai.n
chhuhaare kishmish o injiir o pista o baadaam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
nashshe me.n unhii.n ke mujhe darkaar hai.n bose
jo pista-e-KHandaa.n hai.n gazak-daan se baahar
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
ta.ngii jo tire pista-dahan kii hai saraasar
sar-basta suKHan Guncha-e-jauhar se kahuu.ngaa
Alimullah
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mai.n zahr piitaa rahaa zindagii ke haatho.n se
ye aur baat hai meraa badan haraa na hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
piitaa kahaa.n thaa sub.h-e-azal mai.n bhalaa 'adam'
saaqii ke e'tibaar pe lahraa ke pii gayaa