SEARCH RESULTS
Showing search results for "pista"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pista"
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
afsos kii suurat na banaa.o na rulaa.o
dil pista hai ho.nTo.n kaa chabaanaa nahii.n achchhaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
lab us ke pista zaqan seb aa.nkhe.n hai.n baadaam
khule jo daa.nt ha.nsii me.n nazar anaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "pista"
MORE MATCHES FOR "pista"
Ghazal
isii ke baaG se dil shaad ho ke khaate hai.n
chhuhaare kishmish o injiir o pista o baadaam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kitab ka kiDa
ghun saath hii gehuu.n ke hai pista hu.aa dekhaa
bargashta varaq laa na sakaa tujh pe KHaraabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
aam hai aur aam hai
is kii quvvat kaa bhalaa kyaa puuchhnaa
fauq sad.haa pista-o-baadaam hai
Shaheen Iqbal Asar
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Mazahiya
kyo.n ghar pe apne khaa.iye suukhaa chanaa maTar
saath un ke hazm pista-o-baadaam kiijiye
Asrar jamayee
Ghazal
nashshe me.n unhii.n ke mujhe darkaar hai.n bose
jo pista-e-KHandaa.n hai.n gazak-daan se baahar