SEARCH RESULTS
Showing search results for "poshiida"
Ghazal MATCHES FOR "poshiida"
Ghazal
jaane kis KHaak me.n poshiida hai.n aa.nsuu mere
kin fazaa.o.n me.n mu.allaq hai.n tumhaarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sanam-kada hai jahaa.n aur mard-e-haq hai KHaliil
ye nukta vo hai ki poshiida laa-ilaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
kis par poshiida aur kis pe ayaa.n honaa thaa
kaun huu.n mai.n mujh ko is vaqt kahaa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
KHud ko poshiida na rakkho band kaliyo.n kii tarah
phuul kahte hai.n tumhe.n sab log to mahkaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
husn-e-qadiim kii ik poshiida ye jhalak thii
le aa.ii jis ko qudrat KHalvat se anjuman me.n
Allama Iqbal
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
poshiida raaz-e-'ishq chalaa jaa.e thaa sau aaj
be-taaqatii ne dil kii vo parda uThaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dekhiye kis husn se poshiida Gam kaa raaz hai
tiir mere dil me.n hai parde me.n tiir-andaaz hai
Rasheed lakhnavi
Ghazal
bulbul ke bolne me.n sab andaaz hai.n mire
poshiida kab rahe hai kisuu kii u.Daa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaane muddat pe tirii yaad kidhar se aa.ii
raakh ke Dher me.n poshiida sharaaraa niklaa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
haal-e-zabuun apnaa poshiida kuchh na thaa to
suntaa na thaa ki ye said be-jaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
yaqiin kis pe kare.n kis ko dost Thahraa.e.n
har aastiin me.n poshiida ko.ii KHanjar hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
mai.n jis hunar se huu.n poshiida apnii Gazlo.n me.n
usii tarah vo chhupaa saarii kaa.enaat me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
poshiida nahii.n tumhaarii chaale.n
kuchh mujh se kahaa hai naqsh-e-paa ne