SEARCH RESULTS
Showing search results for "poshiida"
Nazm MATCHES FOR "poshiida"
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
chashm-e-nam jaan-e-shoriida kaafii nahii.n
tohmat-e-ishq-e-poshiida kaafii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
vo shamshaad building pe ik shor-e-mahshar
vo mub.ham sii baate.n vo poshiida nashtar
Aabidullah Ghazi
Nazm
aaina-dar-aina
ik aag thii ki raakh me.n poshiida thii kahii.n
ik jism thaa ki ruuh se masruuf-e-ja.ng thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
aansu
ma.asuum nigaaho.n ko nibhaate hai.n ye aksar
poshiida mohabbat ke ishaare hai.n ye aa.nsuu
Nushur Wahidi
Nazm
shama
hai shaan-e-aah kii tire duud-e-siyaah me.n
poshiida ko.ii dil hai tirii jalva-gaah me.n
Allama Iqbal
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
terii taqliid me.n maGrib kii baqaa poshiida
terii tazliil me.n jo haath uThe kaT jaa.e
Adil Mansuri
Nazm
meri ramaen adhuri hai abhi
saadhuu.o.n ke bahruup me.n hai.n poshiida abhii
na jaane raakshash kitne
Perwaiz Shaharyar
Nazm
garmi ka mausam
baje baara to suuraj sar pe aayaa
hu.aa pairo.n tale poshiida saayaa
Ismail Merathi
Nazm
KHushamad
mai.n kaar-e-jahaa.n se nahii.n aagaah valekin
arbaab-e-nazar se nahii.n poshiida ko.ii raaz