SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "pukaaraa"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
nafrato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahr me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaash tuu bhii merii aavaaz kahii.n suntaa ho
phir pukaaraa hai tujhe dil kii sadaa ne mere
Ahmad Faraz
Ghazal
aa gayaa us kaa tasavvur to pukaaraa ye shauq
dil me.n jam jaa.e ilaahii ye KHayaal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
sang-dil tere bhii aa.nsuu nikal aa.e ho.nge
Duubne vaale ne jab tujh ko pukaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
jis naam se tuu ne mujhe bachpan se pukaaraa
ik 'umr guzarne pe bhii vo naam na bhuuluu.n
Kishwar Naheed
Ghazal
hamaare paas se guzrii thii ek parchhaa.ii.n
pukaaraa ham ne to sadiyo.n kaa faasla niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
mirii zindagii hai zaalim tire Gam se aashkaaraa
tiraa Gam hai dar-haqiiqat mujhe zindagii se pyaaraa
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab bhii anjaam-e-mohabbat ne pukaaraa KHud ko
vaqt ne pesh kiyaa ham ko misaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Ghazal
bas ek shaam use aavaaz dii thii hijr kii shaam
phir us ke baa'd use umr bhar pukaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye iltifaat kii bhiik apne paas rahne de
tire faqiir ne daaman kabhii pasaaraa nahii.n