SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaarte"
Ghazal MATCHES FOR "pukaarte"
Ghazal
vo qais ab jise majnuu.n pukaarte hai.n 'faraaz'
tirii tarah ko.ii diivaana ghar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
pukaarte hai.n unhe.n saahilo.n ke sannaaTe
jo log Duub ga.e kashtiyaa.n banaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
pukaarte rahe mahfuuz kashtiyo.n vaale
mai.n Duubtaa hu.aa dariyaa ke paar utar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n tere dard kii tuGyaaniyo.n me.n Duub gayaa
pukaarte rahe taare ubhar ubhar ke mujhe
Nasir Kazmi
Ghazal
pukaarte hai.n mah-o-saal manzilo.n kii tarah
lagaa hai tausn-e-hastii ko taaziyaana vo
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n KHud ko bhuultaa jaataa huu.n aur aise me.n
tiraa pukaarte rahnaa ba.Daa zaruurii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
tamaam umr mire saath saath chalte rahe
tumhii.n ko Dhuu.nDte tum ko pukaarte hu.e din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
shahr-e-butaa.n hai 'aatish' allaah ko karo yaad
kis ko pukaarte ho hazrat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
pukaarte the baraabar mujhe safar ke liye
mataa-e-KHvaab savaaro.n me.n baa.nT dii mai.n ne
Kashif Husain Ghair
Ghazal
alif giraane ko bhii shirk jaante the ham
KHudaa pukaarte to kaise zer-e-lab sab the
Muzdam Khan
Ghazal
kis shaan se chalaa hai miraa shahsavaar-e-husn
fitne pukaarte hai.n zaraa haT ke raah se
Jaleel Manikpuri
Ghazal
pukaarte pukaarte sadaa hii aur ho ga.ii
qubuul hote hote har du.aa hii aur ho ga.ii
Aleena Itrat
Ghazal
rahe KHamosh to TuuTaa na rishta-e-ummiid
pukaarte to KHaraabo.n me.n ko.ii thaa bhii nahii.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
musiibato.n ke bha.nvar me.n pukaarte hai.n mujhe
ajiib dost hai.n lete hai.n imtihaan miraa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
chho.Daa thaa tum ne jaisaa Thahre hu.e hai.n ab tak
aur tum galii galii me.n ham ko pukaarte ho