SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaarte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pukaarte"
Ghazal
vo qais ab jise majnuu.n pukaarte hai.n 'faraaz'
tirii tarah ko.ii diivaana ghar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
pukaarte hai.n unhe.n saahilo.n ke sannaaTe
jo log Duub ga.e kashtiyaa.n banaate hu.e
Saleem Kausar
Nazm
muflisi
beTii ne jaanaa baap to meraa nikhaTTuu hai
beTe pukaarte hai.n ki baabaa nikhaTTuu hai
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pukaarte"
Ghazal
mai.n tere dard kii tuGyaaniyo.n me.n Duub gayaa
pukaarte rahe taare ubhar ubhar ke mujhe
Nasir Kazmi
Sher
pukaarte hai.n unhe.n saahilo.n ke sannaaTe
jo log Duub ga.e kashtiyaa.n banaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
pukaarte hai.n mah-o-saal manzilo.n kii tarah
lagaa hai tausn-e-hastii ko taaziyaana vo
Ahmad Faraz
Nazm
barsat ki bahaaren
tiitar pukaarte hai.n sub.haan terii qudrat
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai.n KHud ko bhuultaa jaataa huu.n aur aise me.n
tiraa pukaarte rahnaa ba.Daa zaruurii hai
Nomaan Shauque
Sher
pukaarte the mujhe aasmaa.n magar mai.n ne
qayaam karne ko ye KHaak-daa.n pasand kiyaa
Inam Nadeem
Nazm
ek udas sham ke nam
jo naam bhuulne kaa thaa us ek naam ko
galii galii pukaarte rahe
Iftikhar Arif
Nazm
diwali
miThaa.iyo.n kii dukaane.n lagaa ke halvaa.ii
pukaarte hai.n ki laala divaalii hai aa.ii