SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaarte"
Nazm MATCHES FOR "pukaarte"
Nazm
muflisi
beTii ne jaanaa baap to meraa nikhaTTuu hai
beTe pukaarte hai.n ki baabaa nikhaTTuu hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
tiitar pukaarte hai.n sub.haan terii qudrat
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek udas sham ke nam
jo naam bhuulne kaa thaa us ek naam ko
galii galii pukaarte rahe
Iftikhar Arif
Nazm
diwali
miThaa.iyo.n kii dukaane.n lagaa ke halvaa.ii
pukaarte hai.n ki laala divaalii hai aa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
saman diwali ka
miThaa.iyo.n kii dukaane.n lagaa ke halvaa.ii
pukaarte hai.n ki ''laa laa! divaalii hai aa.ii''
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai ruh-e-zindagi
ki tujhe pukaarte pukaarte kahii.n mai.n haath to.D kar na baiTh jaa.uu.n
Mohammad Haneef Rame
Nazm
diwar se guftugu
kabhii bekasii ko pukaarte hai.n shajar hajar
mire paas kuchh bhii nahii.n magar
Mahboob Khizan
Nazm
sae
pukaarte hai.n kisii ajnabii masiihaa ko
sameT letaa hai jab chaa.nd apnii kirno.n ko
Shahryar
Nazm
kashif miyan bahadur
ko.ii chhupaa thaa TuuTe hu.e taKHt ke tale
ko.ii pukaartaa thaa bachaa.o ki ham mare
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
abr-o-baad
kise KHabar thii ki tujh ko pukaarte ai dost
inhii fazaa.o.n me.n kho jaa.egii mirii aavaaz
Manzoor Husain shor
Nazm
shikast-e-eatibar
vahii chashm-e-nam mujhe khojtii
vahii ho.nT mujh ko pukaarte
Narjis Afroz Zaidi
Nazm
kabhi kabhi
inhii hasiin fasaano.n me.n mahv ho rahtaa
pukaartii.n mujhe jab talKHiyaa.n zamaane kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
chalte chalte ko.ii maanuus sii aahaT paa kar
Parveen Shakir
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz