SEARCH RESULTS
Showing search results for "purzo.n"
Ghazal MATCHES FOR "purzo.n"
Ghazal
ham pa.Dh rahe the KHvaab ke purzo.n ko jo.D ke
aa.ndhii ne ye tilism bhii rakh Daalaa to.D ke
Shahryar
Ghazal
mire KHutuut to jhallaa ke phaa.D detaa hai
ajiib baat hai purzo.n ko phe.nktaa bhii nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
mai.n saahab-e-izzat huu.n mirii laash na kholo
dastaar ke purzo.n se kafan mai.n ne siyaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
ye bhii kyaa 'faKHrii' ki purzo.n kii tarah
raat din mai.n kaar-KHaano.n me.n rahuu.n
Zahid Fakhri
Ghazal
Naseem Sahar
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
Ahmad Ziya
Ghazal
sher jitne kahe KHaarij kiye sivaa us se
sirf purzo.n kaa hai ambaar band kamre me.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
kaaGaz ke chand purzo.n me.n Gairat bhii bech dii
majbuur kar rahii thii bahut us ko muflisii
Javed Akram
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye tiis barso.n se kuchh baras piichhe chal rahii hai
mujhe gha.Dii kaa KHaraab purza nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
kaa.nTo.n me.n ghire phuul ko chuum aa.egii lekin
titlii ke paro.n ko kabhii chhilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
dhanak dhanak mirii poro.n ke KHvaab kar degaa
vo lams mere badan ko gulaab kar degaa