SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaa.eda"
Ghazal MATCHES FOR "qaa.eda"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
badan un ko kabhii baahar nikalne hii nahii.n detaa
'qamar-abbas' to baa-qaa.edaa tayyaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
hai qaa.eda kullii ye kuu-e-mohabbat me.n
dil Gam jo hu.aa hogaa paidaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ya.anii ghar aur dasht dono.n laazim-o-malzuum hai.n
qaa.eda ye hai idhar rahnaa udhar kii sochnaa
Shuja Khaavar
Ghazal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
kisii se bolnaa baa-qaa.edaa nahii.n siikhaa
bas ek roz yuu.nhii KHud se sochaa bolte hai.n
Amn Shahzadi
Ghazal
naame kaa mire ye thaa javaab ai mah-e-nau-KHat
ye qaa.eda-e-qaasid-o-maktuub na hotaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
nayaa banaayaa hai dastuur-e-aashiqii ham ne
jo tum bhii qaa.eda-e-dil-baraa.n badal Daalo
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
ham ne ulfat kaa sabaq siikhaa hai diivaano.n se
us kaa baa-qaa.edaa school KHudaa hii jaane
Aasi Faiqi
Ghazal
vo ta'alluq jis ko dono.n hii samajhte the mazaaq
is qadar baa-qaa.edaa ho jaa.egaa sochaa na thaa
Siraj Ajmali
Ghazal
baa-qaa.edaa hamaaraa liyaa jaa rahaa thaa naam
phir dekhte hii dekhte diigar kiye ga.e
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
ho ke ustaad dabistaan-e-suKHan me.n 'saudaa'
sher ke qaa.eda daanaan-e-jahaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
kahte hai.n be-qaa.ida fariyaad ham sunte nahii.n
phir bataate bhii nahii.n vo qaa.eda fariyaad kaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
na taKHt-o-taaj na daulat kaa tazkira pa.Dh kar
javaa.n hu.aa mai.n mohabbat kaa qaa.eda pa.Dh kar