SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaa.im"
Ghazal MATCHES FOR "qaa.im"
Ghazal
ra.ng chehre kaa to collage ne bhii rakkhaa qaa.im
ra.ng-e-baatin me.n magar baap se beTaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
qaa.im hai na vo husn-e-ruKH-e-yaar kaa aalam
baaqii hai na vo shauq kii ha.ngaama-navaazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
mujh me.n aur tujh me.n hai ye farq to ab bhii qaa.im
tuu mujhe chaahe magar tujh ko zamaana chaahe
Saghar Azmi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
naGma-e-ishq na ho ek hii dhun par qaa.im
vaqt ke saath zaraa raag badalte rahnaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
muddato.n qaa.im rahe.ngii ab dilo.n me.n garmiyaa.n
mai.n ne photo le liyaa us ne nazar pahchaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuugar-e-qaid-e-vafaa par khul chukaa zindaa.n kaa raaz
jurm thii vo qaid ye us jurm kii taaziir hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ham sanam-KHaana jahaa.n karte the apnaa qaa.im
phir kha.De hote the vaa.n huur ke shaidaa.ii bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ashar Najmi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
har hasii.n manzar se yaaro faasle qaa.im rakho
chaa.nd gar dhartii pe utraa dekh kar Dar jaa.oge
Dinesh Thakur
Ghazal
rahegaa aasmaa.n jab tak zamii.n baaqii rahegii
zamii.n qaa.im hai jab tak aasmaa.n baaqii rahegaa
Irfan Sattar
Ghazal
phaa.D Daaluu.ngaa garebaa.n pho.D luu.ngaa apnaa sar
hai mire aafat-kade me.n qais bhii farhaad bhii
Asghar Gondvi
Ghazal
KHum ba KHum chhalke tirii sahbaa nasha qaa.im rahe
lazzat-e-zahraab Gam se kab hu.aa thaa aashnaa