SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "qaafiyaa"
Ghazal
radiif qaafiya bandish KHayaal lafz-garii
vo huur ziina utarte hu.e sikhaane lagii
Shahzad Qais
Ghazal
jis ko ik umr Gazal se kiyaa mansuub 'nasiir'
us ko parkhaa to khulaa qaafiya-paimaa.ii hai
Naseer Turabi
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
ham se pahle bhii suKHanvar hu.e kaise kaise
ham ne bhii tho.Dii bahut qaafiya-paimaa.ii kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
kyaa baat hai ki baat hii dil kii adaa na ho
matlab kaa mere jaise ko.ii qaafiya na ho
Raj Narayan Raaz
Ghazal
shaa.erii to vaardaat-e-qalb kii ruudaad hai
qaafiya-paimaa.ii ko mai.n shaa.erii kaise kahuu.n
Nazim Barelvi
Ghazal
ye kaar-e-suKHan kaar-e-abas to nahii.n 'aamii'
ye qaafiya-paimaa.ii nahii.n husn-e-bayaa.n hai
Imran Aami
Ghazal
qaafiya milte ga.e umr Gazal hotii ga.ii
aur chehra tiraa buniyaad-e-qavaafii Thahraa
Ameer Imam
Ghazal
aisii haalat me.n nazar aayaa hai vo aaj 'nabiil'
jaise shero.n me.n ko.ii qaafiya-paimaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
hamaare bas me.n kahaa.n ziist ko suKHan karnaa
ye qaafiya faqat ahl-e-kamaal baa.ndhte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
use ye dukh ki zamii.n ta.ng qaafiya mushkil
mujhe ye dukh ki nibhaayaa nahii.n gayaa huu.n mai.n
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
ye qaafiya ba.Dii diqqat ke saath nazm hu.aa
ba.De hunar se ye aurat mrs 'jamaalii' hu.ii
Shakeel Jamali
Ghazal
'saudaa' badal ke qaafiya tuu is Gazal ko kah
ai be-adab tuu dard se bas duu-ba-duu na ho