SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalb-e-hai.at-e-qalbii"
Ghazal MATCHES FOR "qalb-e-hai.at-e-qalbii"
Ghazal
aa.nkho.n se ashk ban ke Tapaktaa hai ek roz
vo soz-e-Gam jo qalb-e-hazii.n me.n nihaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
hote na sadaf 'qalb' tirii aa.nkh ke KHaalii
palko.n pe agar abr-e-guhar-baar na hote
Anees Qalb
Ghazal
kab tak mai.n chhuptaa rahtaa bhalaa tiirgii se 'qalb'
phir misl-e-aaftaab nikalnaa pa.Daa mujhe
Anees Qalb
Ghazal
vo naam-levaa tire jaa chuke hai.n duniyaa se
janaab-e-'qalb' bhii aaKHir jahaa.n se guzre hai.n
Anees Qalb
Ghazal
jab 'qalb' ko hii hasrat-e-diidaar nahii.n hai
phir aam bhii ho jalva agar lutf-e-nazar kyaa
Anees Qalb
Ghazal
kyaa dekhte ho 'qalb' mire ashk-e-alam ko
aa.nsuu hai mirii aa.nkh kaa zamzam na samajhnaa
Anees Qalb
Ghazal
yaarab ye qalb-e-hai.at-e-qalbii ajiib hai
naira.ng dekhte hai.n ye kyaa ai KHudaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
dasht-e-paimaa.ii se be-zaar tamannaa.e.n hai.n
baar hai un ko mire qalb kaa mehmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mataa-e-qalb-o-nazar KHaak hote hote bhii
jahaan-e-husn kii kuchh aabruu ba.Dhaa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jaataa rahaa qalb se saarii KHudaa.ii kaa ishq
qaabil-e-taariif hai tere fidaa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nishaat-e-manzil-e-qalb-o-nazar ko yaad karo
safar me.n apne kisii ham-safar ko yaad karo
Raees Akhtar
Ghazal
allaah re hausla mire qalb-e-do-niim kaa
jis ne sabaq pa.Dhaa hai alif laam miim kaa