SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalb-e-hai.at-e-qalbii"
Nazm MATCHES FOR "qalb-e-hai.at-e-qalbii"
Nazm
nanha pauda
qalb-e-zamii.n kii gahraa.iyo.n me.n
nashv-o-numaa kii a.ng.Daa.iyo.n me.n
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
javaaniyaa.n hai.n zor par shabaab kaa zuhuur hai
ba-e-faiz-e-qalb-e-mutma.in nazar nazar Gayuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
masjid-e-ahmarin
mai.n qalb-e-shahr-e-salaam andar
nam-o-tabassum se aashnaa thaa magar ye din the
Iliyas Babar Aawan
Nazm
dawat-e-amal
laakh chehro.n pe numaayaa.n ho.n masarrat ke nuquush
zindagii Gam-kada-e-qalb-o-nazar hai ai dost
Anwar Sabri
Nazm
shair ki duniya
fitrat hai paak terii hai qalb-e-tuur-e-siinaa
tuu nuur-e-sarmadii kii hai jhalkiyaa.n dikhaataa
Ameer Aurangabadi
Nazm
kya chahta hun
mai.n ik qalb-e-be-mudda.aa chaahtaa huu.n
tire ishq kii intihaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
main aksar sard raaton mein
magar mere muqaddar me.n
sukuun-e-qalb-o-jaa.n kab hai
Qamar Abbas Qamar
Nazm
saughat
sochtaa phirtaa huu.n kaun aayaa thaa kab aayaa thaa
us jagah saath liye kaavish-e-takmiil-e-hayaat
Daud Ghazi
Nazm
akeli raat
qalb-e-be-taab se aatii hai sadaa.e.n hamdam
kitnii ummiide.n hai.n vaabasta tire daaman se
Nazm
bhaarat ke musalman
'haafiz' ke tarannum ko basaa qalb-o-nazar me.n
'ruumii' ke tafakkur ko sajaa qalb-o-nazar me.n
Jagan Nath Azad
Nazm
aalam-e-tasawwur
dekh kar dekhtaa hii jaataa huu.n
ruuh-e-pur-nuur qalb-e-pur-tanviir
Rishi Patialvi
Nazm
hindostan
ye kah ke kis ne qalb-e-do-aalam hilaa diyaa
shaitaa.n laraz uThaa to malak muskuraa diyaa
Shatir Hakeemi
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
shair
qalb-e-shaa.ir ko milii hai.n ishq kii sab barkate.n
ishq hii se qalb-e-aahan mom kar detaa hai vo